Made in India
Wo kaagaz ki kashti wo baarish ka paani
Ye daulat bhi le lo, ye shohrat bhi le lo
Bhale cheen lo mujhse meri jawani
Magar mujhko lauta do bachpan ka saawan
Muhalle ki sab se purani nishani
Wo budiya jise bachche kehte the naani
Wo naani ki baaton mein pariyaon ka dera
Wo chehre ki jhuriyon mein sadiyon ka phera
Bhulaye nahi bhool sakta hai koi
Wo chhoti si raatein wo lambi kahani
Kadi dhoop mein apne ghar se nikalna
Wo chidiya wo bulbul wo titli pakadna
Wo gudiya ki shaadi mein ladna-jhagadna
Wo jhoolon se girna wo girke sambhalna
Wo peepal ke chhalon ke pyare se tohfe
Wo tuti hui churiyon ki nishani
Kabhi ret ke unche teelon pe jaana
Gharonde banana banakar mitana
Wo masoom chahat ki tasveer apni
Wo khabon khilon ki jaagir apni
Na duniya ka gham tha na rishton ke bandhan
Badi khoobsurat thi wo zindgani
Posted by Hemshila maheshwari on March 10, 2024 at 5:19pm 0 Comments 0 Likes
Posted by Hemshila maheshwari on March 10, 2024 at 5:18pm 0 Comments 0 Likes
Posted by Hemshila maheshwari on September 12, 2023 at 10:31am 0 Comments 1 Like
Posted by Pooja Yadav shawak on July 31, 2021 at 10:01am 0 Comments 1 Like
Posted by Jasmine Singh on July 15, 2021 at 6:25pm 0 Comments 1 Like
Posted by Pooja Yadav shawak on July 6, 2021 at 12:15pm 1 Comment 2 Likes
Posted by Pooja Yadav shawak on June 25, 2021 at 10:04pm 0 Comments 3 Likes
Posted by Pooja Yadav shawak on March 24, 2021 at 1:54pm 1 Comment 1 Like
वो जो हँसते हुए दिखते है न लोग
अक्सर वो कुछ तन्हा से होते है
पराये अहसासों को लफ़्ज देतें है
खुद के दर्द पर खामोश रहते है
जो पोछतें दूसरे के आँसू अक्सर
खुद अँधेरे में तकिये को भिगोते है
वो जो हँसते हुए दिखते है लोग
अक्सर वो कुछ तन्हा से होते है
© 2024 Created by Facestorys.com Admin. Powered by
Badges | Report an Issue | Privacy Policy | Terms of Service
You need to be a member of Facestorys.com to add comments!
Join Facestorys.com