Made in India
kalam chalti rahi
sihahi main doob gaye panne un sawalo se,
 un lamho ke 
woh pal jo na tumne soche na maine 
khwaab wo jo haqeeqat ban gaye 
mere sapno main lipate hue woh pal 
daaman main mere jo tumne bhare 
bun na sake main unka ghosla 
zameen par woh bikhar gaye 
simat na payi unhe waqt pe
lamhe the woh jo guzaar gaye
yaadon main kuch aise base 
chah kar bhi aag hai jo na bhuje 
chahu ke aag mujhe jala de 
simat le mujhe usme
rakh ban kar main bikhar jau yaan phir aa tu mujhe simat le
Jaini
Comment
chah kar bhi aag hai jo na bhuje 
 chahu ke aag mujhe jala de 
simat le mujhe usme
rakh ban kar main bikhar jau yaan phir aa tu mujhe simat le
awesome feelings...
Posted by Hemshila maheshwari on March 10, 2024 at 5:19pm 0 Comments 1 Like
Posted by Hemshila maheshwari on March 10, 2024 at 5:18pm 0 Comments 0 Likes
Posted by Hemshila maheshwari on September 12, 2023 at 10:31am 0 Comments 2 Likes
Posted by Pooja Yadav shawak on July 31, 2021 at 10:01am 0 Comments 0 Likes
Posted by Jasmine Singh on July 15, 2021 at 6:25pm 0 Comments 1 Like
Posted by Pooja Yadav shawak on July 6, 2021 at 12:15pm 1 Comment 2 Likes
Posted by Pooja Yadav shawak on June 25, 2021 at 10:04pm 0 Comments 3 Likes
Posted by Pooja Yadav shawak on March 24, 2021 at 1:54pm 1 Comment 1 Like
वो जो हँसते हुए दिखते है न लोग
 अक्सर वो कुछ तन्हा से होते है
 पराये अहसासों को लफ़्ज देतें है 
 खुद के दर्द पर खामोश रहते है 
 जो पोछतें दूसरे के आँसू अक्सर
 खुद अँधेरे में तकिये को भिगोते है 
 वो जो हँसते हुए दिखते है लोग
 अक्सर वो कुछ तन्हा से होते है
    © 2025               Created by Facestorys.com Admin.             
    Powered by
     
    
Badges | Report an Issue | Privacy Policy | Terms of Service
You need to be a member of Facestorys.com to add comments!
Join Facestorys.com